0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z


navigation
news news
top50 top 50


» home » Lata Mangeshkar » N/A » Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar lyrics
Artist: Lata Mangeshkar
Album: N/A (0000)
Title: Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar

Lyrics Aa Ke Ab Aata Nahin Dil Ko Qaraar

(aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar)-2
raah takate thak gayaa hai intazaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

is qadar bechain hai duniya meri
dil ki har dhadkan mein hai aahai teri
aarazuein ho rahi hain beqaraar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

(dil sadaayein de raha hai tu kahaan)-2
muntazir hain chaand taare aasamaan
ye havaaein ye fizaayein ye bahaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar

aas tere vo hasin raatein gayi
pyar ki rangin mulaaqaatein gayi
rah gaya hai dard dil ki yaadgaar
aa ke ab aataa nahin dil ko qaraar


artist
song
album